alkaline water kya hai alkaline water kaha milta hai. hame alkaline water kyu pina chahiye. jaane ke liye post ko pade.
Jaise ki aap sab hi jante hai hamari body me 70% water paya jata hai. Jiska ph level 7.4 (alkaline )hai. Kudrat ne hame alkaline jiv banya hai.
Maa ke pet me jab baccha hota hai wo jis ambilikaal darva( ambical fluid ) me hota hai wah bhi alkalin hota hai.
Barish ka water bhi alkaline hai jharne ka water bhi alkaline hai Himalaya ya pahdo se aane wala water bhi alkaline hai Hamare liye god ne jo paani banaya hai wah pani bhi alkalin hai.
Ham us pani ko pure karne ke liye isme klorin dalte hai ya ise ( R.O)reverse osmosis filter karte hai,
Isse water to pure ho jata hai lekin water ka ph acidic ho gaya (2.5 se 6.5 PH tak) body ko healthy rakhne
Ke liye alkaline banye rakhna bahut hi jaruri hai.
reads also :
Brain stroke ya dimaag ki nas fatne ki pahchaan kya hai
Alkaline water ke 5 top health benefits kya hai
Alkaline water vs alkaline ionized water
table ofContents
Human body ko jinda rahne ke liye alkaline banaya rakhna jararu hai Alkaline water Kya Hai
iske liye body ne aapne binne part se jaise
- eyes,
- muscle,
- bone,
- kidney,
- pancreas , se alkaline minral khich kar aapne aapko jinda rakhne ki koshish ki hai, is parkirya me body ke dusre parto me alkalin minral kam hone ki wajah se jaan lewa bimariyo ( cencer, diabetes , thyroid, kidney ka kaam na karna, skin pki bimaryo ) ham par hamla kar raahi hai. Yaadi water ka ph 7 se kam hai to water acidic hai aur
Sabhi bimariyo ko banana me helpful hai. Yaadi aapka water ka ph (7 se 13 ) tak hai to aapka water alkaline hai aur alkaline water pine se sabhi bimariyo se freedom paya ja sakta hai.
Doctor aoto warbarg ne 1931 me ya prove kiya ki cencer jaisi serous bimariya body me acidic tissues me panpati hai.unhone yah prove kiya alkalin body me ye bimariya paida nahi ho sakti hai iske liye
Doctor aoto warbarg ko 1931 me noble award bhi mila hai. Aaj bhi unki baat truth hai. Aaj 88 saal baad bhi kisi bhi scientist ne inke is research ko challenge nhi kiya hai.
5 excellent Alkaline water ionizer uses at home
note:
dost alkaline water kya hai aapko pata chal gaya hoga ye hamri body ke liye kyu jaruri hai ye bhi aapko pata chal gaya hoga. isliye Change your water change your life aapni life me bimari se save rakhne ke liye alkaline water use kare.