CANCER IS THE 3RD LARGEST KILLER IN INDIA. cancer India me bahut tezi badh raha hai. jaha phale india me cancer ke case 10% hote the aaj ke time me 40% ho rahe hai. cancer se nipatne aur iske treatment ke liye kya plan kare India me.us hi par ye post hai. cancer kuch detail share ki gai hai jise cancer ko ham jyada samjh sake.
table ofContents
- Cancer kya hota hai? The cancer treatment plan in India
- Almost 100 types of cancer hote hai.
- cancer kaise hota hai?
- cancer ki stage? The cancer treatment plan in India
- cancer ke symptoms kya hote hai ?
- Cancer ka treatment(ilaj) kaise kiya jata hai? CANCER IS THE 3RD LARGEST KILLER IN INDIA.)
- CANCER IS THE 3RD LARGEST KILLER IN INDIA.
Cancer kya hota hai? The cancer treatment plan in India
Cencer ak bahut danger bimari hai. Dosto pure world me bahut log ko ye danger bimari ho jati hai aur lakho log is bimari se maar jate hai.
Cencer ke bare me jyada logo ko batne ke liye puri duniya me ak din cencer day manay jata hai. Monday 4, February ko world cancer day 2019 manya gaya tha.
Isliye ye bimari starting kaise hoti hai kaise ye bimari hamari life ko slowly slowly dead ki taraf le jati hai.
Cencer ki jaankari hame honi chihiye jis se hame aapne aur aapne aas paas ke logo ko is bimari se bacha sake..
Hamari body cells ( jaise muscle cells, blood cells , nerve cells ) tissues se mil kar bani hai .
daily hamari body me new cells bante hai badte hai aur purane cells dhire- dhire khatam ho jate hai. Jab hamari body me jo cells hote hai aapni natural activity ko chhod kar abnormal rup se badne lage.
Ye hamari body ke dusre parto ko bhi sahi kaam karne nahi deti hai usne rukawat ya block karne lag jati hai.
Jaise cells me guchchhe ya gaath ka pad jana kis ko tumor kahte hai. Is tumor ko cencer kahte hai. Yehi tumar dhire-dhire puri body me fail jata hai. Aur life ko khatam kar deta hai.
Tumar body main blood ke jariye body main part tak pahuch jata hai.
Isko metastatis kahte hai. Jaise born, liver , lung , brain , breast tak pahuch jata hai.
Cencer ki starting jis body part se hui hoti hai us cencer ka naam body part rakh diya jata hai jaise breast suru hue cencer ko metastatic breast cancer kahte hai.
Almost 100 types of cancer hote hai.
Almost 100 types ke cencer hote hai.
unme se most common cancer types jo bahut jyada paya jata jate hai.
- Bladder cancer.
- Skin cancer.
- Breast cancer.
- Lung cancer.
- Pancreatic kidney cancer.
- Melanoma.
- Colon and rectal cancer.
- Brain cancer.
- Non-Hodgkin lymphoma.
Ye bimari jin logo ko bhi ho jati hai . un mein se 50% log is bimari se recover nhi ho pate hai. ye bimari unki jaan le leti hai. Aap puchge aise kyu?
- Cancer ki bimari kab hmari body me start ho gai hame pata bhi nahi chalta hai. Aur kabhi-kabhi pata bhi chalta hai to bahut der ho chuki hoti hai. Aise
Bahut log hote hai jinko cencer 3 ya last stage par unko pata chalta hai unko cencer hai.agar Cencer ki last stage par koi person ho to uski life bachana almost na ke barabar hota hai.
- Cancer ka treatment bahut hi expensive( bahut sare paise ki jaruraat hoti ) hota hai. Jisse is bimari to thik kiya ja sake.
- Har insaan ke paas kitne paise nahi hote ki wo aapna treatment kara sake.
cancer kaise hota hai?
Jab duniya me life starting hui thi. Sab kuch natural tha. Sab kuch pure clean tha. Pure air, pure water, pure food tha.
Pahle jo khana ham khaya karte the we sab medicine se acchha tha ya ye kahe har bimari treatment karne wala tha.
aaj jo ham kha rahe ya body me le rahe hai. kha kar ye environment se wo hame bimar bana raha hai. cancer main reason 98% hamari lifestyle hai.
hame body me kya dena chahiye jaise
- vitamin
- minerals
- proteins
ham aapni body me kya de rehe hai. boiled food, alcohol, pesticides, smoking, tobacco ke product, Hamari daily diet ..


fast food, boiled food( jo sahi paka na) ho. air pollution ki wajah se 10 me 1 insaan lung cencer ki wajah se mar jata hai.
suraz se nikalne wali yuvi reze, x-ray se nikalne wali reze , family zeen yaani agar aapke kisi family member ko cencer ho unse aapka blood relation to unke DNA se aap me aa sakta hai.
cancer ki stage? The cancer treatment plan in India
doctor logo hamari body me cancer kam hai ya jyda uske hisaab se cancer ki stage ko taye karte hai.
- cancer ki first stage : jab human body me cancer ke bahut chhote- chhote tissue ya cells me paya jata hai. jisko cancer
starting stage ya first stage kahte hai agar cancer 1st stage par cancer ka pata chal jaye to theek hone ki 99% possibility rahti hai.
- cancer ki second stage : jab human body me cancer ke cells badne lage aur pahle se jyada cells ya tissues ko effect karne lage.
- canccer ki 2nd stage Is stage par thik hone achi-khasi possibility hoti hai. par pahle se thodi kam ho jati hai.
- cancer ki third and fourth stage : jab human body me cancer bahut jyada fail jata hai blood ke jariye body ke dusre parto me bhi ho jata hai jaise liver me born me aur body cells bahut jyda effected ho jata hai. cancer 3rd and 4th stage thik hone ki possibility bahut kam ho jati hai…
cancer ke symptoms kya hote hai ?
bhukh ki kami, wajan me kami ,bukhar ka barbar aana,bron me dard hona ,breast cancer me nipples kea as-paas ganth ho jati hai.
lung aur brain me dard hona. Blood ki ultiya hona. Khana khane me pareshani ka hona gale me aasni se khane ka na utarna kuch symptoms hote hai der na kare doctor ko dikhaye…
dosto kabhi-kabhi ak chhoti si ganth bhi cancer ho sakti hai. ganth ka badna.
Cancer ka treatment(ilaj) kaise kiya jata hai? CANCER IS THE 3RD LARGEST KILLER IN INDIA.)
Doctor patient (mariz) ki cancer ki stage se ye tay karte hai. unkuski stages kya hogi. Jaise cancer .blood cancer me body me dawa dal kar cancer ilaaz kiya jata hai. cancer ke liaz ke liye .
cancer treatment Kabhi – Kabhi sirf radiation ya surgery aur Kimo se hota hai.
- Surgery: is me body ke us part ko ya cells ko (agar cancer ki starting stage) hai to jo effected hai, kat kar alag kar diya jata hai.jaise prostate cancer hone par prostate part body se alag kar diya jata hai. aise hi agar ladies ke breast me cancer hai to unki us breast ke part ko nikal diya jata hai…
- Chemotherapy: is me body me medicine ya dawa se treatment kiya jata hai.medicine se cancer ke cells ko khatam kiya jata hai.
- kuch kimo me AIV ( naso me suiyo ke jariye body me medicine dali jati hai) se thik kiya jata hai. aur kuch me medicine ya dawa di jati hai jo puri body me blood se fail jati aur puri body me medicine pahuch deti hai, aur jagah faile hue cancer ko khatam kar deti hai….
- Radiation: isne cancer ki badti hui cells ko rokne aur marne ke liye use karte. Isme puri body ko x-ray machine me dal diya jata hai , aur cancer ke cells ko khatam kiya jata hai.
The cancer treatment plan in India
Cancer se bachne ke liye Ya cancer aapko na ho uske liye kiya kare.
- cancer se bachne ke liye : smoking aur tobacco ke kisi bhi product ko use na kare. government ne bhi har product par likh rakh hota hai ki tobacco product se aapko cancer ho sakta hai, par fhir bhi ham usko use karte hai.
- Natural life jiye healthy diet le.
- ALKALINE IONIZED WATER MACHINE ka paani pine se aap cancer ki bimari se bach sakte hai.
- Natural herbal health product ko use kare: india me Ayurveda ki khoj (discovery) five thousand years ago maharishi charak ne kit hi…
Cancer ki treatment ke liye aap ayurvedic product le sakte hai. Cancer ki first stage par cancer ki thik hone ki possibility bahut jyada hai.
dusra advantage ye hai. aap aapni medicine ko na chhodte hue isko le sakte hai. ye 100% natural product hai no side effct.
par product ko kam se kam 6 mahine tak regular lena padega. Kyuki ayurvedic bimari ko puri tarah khatam karta hai
. jis me time lagta hai. healthy person bhi in product ko use kar sakta hai jisse usko cancer hone ki possibility kam ho jaye ya cancer na ho..
CANCER IS THE 3RD LARGEST KILLER IN INDIA.


har saal 4 lakh log ko cancer ki bimari ho jati hai hai. the ministry ka data ye batata hai ki 25 lakh cancer ke petients india me kabhi bhi ban sakte hai..
har saal 4 lakh log ko cancer ki bimari ho jati hai hai. the ministry ka data ye batata hai ki 25 lakh cancer ke petients india me kabhi bhi ban sakte.
boiled food, alcohol, pesticides, smoking, tobacco ke product, Hamari daily diet me Shamil na ho….The cancer treatment plan in India hona chihye jisse is bimari se bacha ja sake.
Dosto meri post aapko pasnad aai ho aage share karna na bhule. India ko cancer se bachne me help kare aur india ko smart india bane. Ye www.smartindiahindi.com ki soch hai. aab bhi mera sath de.